Prologue

804 44 36
                                    

Hello everyone,

My name Vrushali but You can call me vrushy!

First of all this story is not focused on preeran at all and it's more focused on Preeta and her life so bare with me!

Now I want to ask one question! Genuinely I want to ask this question.

Do you guys really think that karan deserve Preeta after what he did her after their first marriage? Do you really think Preeta should forgive him? And continue to love him? For seriously and honestly answer this! If you say yes I will stop writing story right there and might delete it to!

Whatever we will continue today's part!

Love vrushy ♥️
_____________________________

Voice over

Yeh Kahani Hai Do Tute Dilo Ki Jo Hai Ek Dusre Se Bilkul Juda.

(Preeta aur uska parivaar Shiv-Parvati Mandir main darshan kar rahe the aur srala uska bulati hai.)

Preeta- Ji Maa Aayi!

Yeh Kahani Hai Unki Hai Jinki Zindagi Unse Hi Khapha Hai.

(Rajshri ji apne Pote ko Mandir Saath main aane ke liye mana rahi hoti hai!)

Rajshri ji- Reyan Puttar Aaj Mere sath Mandir Chaloge na?

Reyan- Dadi Aaj Nahi Please!

Rajshri ji- Puttar Man ja! Jana Zaruri Hai!

Reyan- Thik hai Dadi, Mein Aapko Kabhi Mana Nahi Kar sakta!

(Vo Log Usi Mandir Mein Jate hai Jaha Preeta Aur Uska Parivaar Maujood Hai.)

Yeh Kahani Hai Unki Jo Khud Se Hi Khapha hai.

(Preeta Sab Ko Khana Dete Hui)

Old lady- Beta Humesha Khush Raho Aur Apne Pati Ke Saath Raho!

(Preeta Sad Smile Ke Sath)

Preeta- Maaji Aashirwad Dijiye Ki Mein Zindagi Bhar Sab Ki Seva Kar Saku Aur Apne Parivaar, Apni Maa Ko Khush Rakh Pau!

Old lady- Bhagwan Kare Teri Har Manokamna Puri Ho Beta!

Yeh Kahani Hai Unki Jinhe Pyaar Mein Sirf Dard, Dukh Aur Dhokha Hi Mila Hai.

Rajshri ji- Pandit ji Mere Pote Ko Aashirwad Dijiye Ki Uski Zindagi Ke Sare Dukh-Dard Dur Ho Jaye!

Pandit Ji- Bhagwan Humesha Aapko Khush Rakhe Beta Aur Aapko Ek Aesa Jivansathi Mile Jo Aapko Aur Aapke Parivaar ko Pyaar Se Sonjoke Rakhe!

(Reyan Emotionless Face ke sath)

Reyan- Pandit Ji Aashirwad Dena Hai To Yeh Dijiye Ki Meri Vajah  Se Kabhi Meri Dadi Aur Bhai Ko Taklif Na Ho Aur Mein Unhe Humesha Khush Rakh Saku!

Yeh Kahani Hai Preeta Aur Reyan ki!

(Preeta Apni Maa Ki Taraf Jati hui.

Reyan Apne Dadi Ki Taraf Daan Dene Jate hui.

Hoti Hai Dono ki takar)

Preeta- Oh Hello Mr. Dekh ke Chala Kijiye!

Reyan- Yeh Baat Aap Khud Ko kahiye Ms.

(Pointing her finger)

Preeta- Hey You, Samjhte Kya Ho Tum Khud Ko?

Reyan- Listen Here Ms. Aap-

(He cut off by voice)

Shrishti- Aap Yahan Kya Kar Rahi Hai? Chaliye Maa Aapko Bula Rahi Hai!

(Shrishti Preeta Ko Le Jate Hai.
Preeta Piche Mud Kar Reyan Ko Gusse se Dekhti Hai.
Reyan Bhi Preeta ko Jate hue Dekhta Hai)

Kya Quismat In Tute Dilo Ko Jod  Payegi?

Reyan- Pagal Ladki, Khud Takrai Mujhse Aur Blame Bhi Mere Par hi Daal Rahi Thi! Huh!

Kya Quismat Inhe Vo Pyaar De Payegi, Jiske Yeh Haqdar Hai?

Preeta- Ajib Ladka, Manner To Hai Nahi! Upar Se Attitude Dikha raha tha! Huh!

Kya Quismat In Tute Dilo Ko Mila Payegi?

Reyan- Pagal Ladki. Apni Tarha Har Jagha Bhidne vali Ms.Takar Kahiki!

Preeta- Pagal Ladka. Ek Naam Hi Suit Karta Hai Us Attitude Ki Dukan Ko. Mr.Attitude Kahika!

Dono Ek Saath- Huh!!

Kya Quismat Banayegi Inhe Ek-Dusre ka HUMSAFAR?

Yeh Thi Inki Pehli Mulakat!

Parvati Mata ki Jesi Hamari Preeta Jo Apni Zindagi Ki Har Taklif ko Muskurahat Saath Apnati Hai!

Mahakal Shiv Ji Jese Hamara Reyan jo Zindagi Ke Har Dard Ko Akele Sehta Hai Aur Apne Parivaar Tak Pohchne hi nahi Deta!

Kya Shiv-Parvati Ki Tarha Hi Inka Pyaar khilega?

Kya Yeh Har Mushkilon Ko Paar Karke Aage Badh Payenge?

Kya Inka Bhagya Inhe Milayega?

Aayee Dekhte Hai Kya Likha Hai Inke Bhagya Main!

Aayee Dekhte Hai Kya Likha Hai Inke Bhagya Main!

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Stay Tune For HUMSAFAR ♥️

Stay Tune For HUMSAFAR ♥️

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
ᕼᑌᗰᔕᗩᖴᗩᖇWhere stories live. Discover now