chapter 24

147 11 4
                                    

aizal was at the funeral of her parents she was very upset,she saw basit when he came in for picking up the funeral
aizal shouted at him
"Ek ghatiya insaan ho Tum,Jao Yahan SE hath na lagana Meray mama baba ko "
basit ignored her and continued
days flew like air
they were staying at aizals mother's house
they neither where talking to each other
one day aizal was standing near the window in a shock
salar came in and he was feeling sorry for her
"aizal Meri jaan,mein ne AP k Liye nashta banaya hai ajao neechay"
no response
"aizal,(after saying so he went near to her)plz Yar har insan ko Ek din wapis lautna hota hai,Allah un ko jannat mein dakhil kry,mein samjh skta hoon tmhri takleef,par Kisi k janay sy duniya khatam nhi hoti,khud ko sambhalo, normal hony ki khoshish kro Meri jaan"
"salar,(tears came in her eyes and he hugs him tightly)mama baba mujhe SE milay bagair hi chalay gy,mujhe bataya hi nhi k mein un ki beti nhi ho "
"wo shayad tumhe nhi Batana chahty thy,unko pata tha k Tumhe ye jaan kr bura lagy ga"
"par mujhe unko mujh SE Pyaar krny ka thanks kehna ka mein kabhi nhi keh Pai"
"Kuch cheezay ankhai reh jati Hain or iss mein hi behtairi hoti hai,Chalo ab neechay Chalo"
"hmm"
they were going downstairs when the bell rung
"Kisi ne ana tha??"salar questioned
"nhi"aizal replied"check krti hoon"
aizal goes to the door and opens it
"Tum log??kya kr rhy ho Yahan"aizal questioned after finding misha and basit at the door.
"salar hai Ghar pe??"basit questiona
aizal nods her head
he went in to salar
misha was Staring towards aizal
"Kaisi ho??"
"Kaisi hoskti hoon?"
"aizal mujhe maaf krdo Jo b basit ne Kiya us sab k Liye,Tum Meri bachpan ki dost ho.....
aizal hugged her
"Tum maafi kis baat ki Mang rhi ho,mein tumse naraz nhi hoon,mein tou basit SE b naraz nhi hoon,wo tou salar"
"haan tou basit un SE maafi Mang lega"
(meanwhile basit and salar inside the lounge)
basit enters in and sees salar sitting
"salar maaf krdo galti hogi thi"
salar stands up and go to him and hug him tightly
"Tum ne Zindagi mein mujhe bohat Kuch kaha hai lekin mujhe kabhi bura nhi Laga,par Tum ne Meri biwi k baray mein Jo bola wo Meri bardash SE bahir tha,Meri biwi k baray mein koi Kuch kahay or wo zinda Bach jay bari baat hai,Tum tou Meray bachpan k dost ho iss Liye Kuch kaha nhi"
meanwhile aizal n misha came in
basit looks at her and passes her a piece of paper
aizal questioned him"ye kya hai?''
"ye tumhari Shaadi walay din tumhari mama ne mujhe tumhe denay ko kaha tha".
she opens the letter and reads it out
" pyaari aizal
                        wada kro k ye sab Jan NY k baad Tum ro gi nhi,mein shayad kabhi tumhe ye baat na batati par tumhe apny baba ka tou pata hai wo kehtay Hain k sach chupana nhi chahiye,Ek aesa sach jis SE tumhe bohat takleef hoskti hai,aizal Tum Meri or apnay baba ki beti nhi ho,hum ne tumhe adopt Kiya huva hai,par log adopted bacho ko bohat bura samjhty Hain,jab hum ne tumhe adopt Kiya tou log kaha krty thy k Ek larki adopt ki hai??larkiya tou waisay hi maa Baap pe bojh hoti Hain,or Tum logo ne adopt krliya,ye tou tumhari beti b nhi hai,par hum fakhar SE un ko jawab detay thy k humari aizal,Aesa kabhi nhi kray gi or Hume iss baat pe mukamal yakeen tha,Tumne Hume sabit krdiya k Tum humaray Liye sab SE Bhar kr ho,Tum hum SE itna Pyaar krti ho Jo kabhi humari saagi aulaad b na krsky,Tum ne humaray Liye wo sab Kiya Jo koi b sutaily maa Baap k Liye na krta log apnay saagay maa Baap ko old age mein chod atay Hain par Tum ne hamesha hum SE pyyar kiye,aizal pata nhi wo Kaun log thy jinho be tumhe peeda kr k chod diya,bohat badnaseeb hogy,or phir Tum ne salar ka inteekhab kar k humara sir fakhar SE uncha kr diya,mein chahti thi k ye sab batay tumhe uss din pata chalay jab hum na hoon kyun k tumhari ankhon mein. anso nhi bardash krskty thy, Chalo apnay anso Saaf kro,tumharay baba or mein tum SE bohat Pyaar krty hain or basit ko thankyou keh Dena ye letter Tum tak ponchanay k Liye,agar kabhi humari yaad aye tou salar ko Galay SE Laga Lena,kyun k wo b tumse utna hi Pyaar krta hai jitna k hum, hamesha Khush Raho
               pyaari aizal ki mama
aizal smiles and cleans her eyes
" thankyou basit "
he smiles back
now all of them were friends as before
they went back to there house
as many days passed
one day basit calls aizal
aizal picks up the call
"hi,kaisay ho??"
"mein theek hoon Tum Kaisi ho?"
"mein b theek hoon,Khair hai aj yun achanak call ki"
"yaar Ek baat krni thi"
"haan Kaho"
"wo tumhe tou pata hai humara walima nhi huva"
"haan tou walima krna hai??"
"nhi lekin Ek party rakhni hai"
"good idea,mein kya help krskti hoon"
"mein Chahta hoon k Tum b apni friends ya jis ko bulana hai Bula lo,or salar SE b kah do"
"yaar Tumhe tou pata hai k salar apni family SE milta nhi or friends uss k tumharay ilawa koi hai nhi,Mera b yahi hai bas haan agar tumhe koi itraaz na ho tou mein miss Asad or sinan ko Bula loon??"
"haan masla kya hona hai,Tum waisay Ek Baar salar SE poch lo"
"Chalo theek hai mein salar SE b poch leti hoon"
"then I'll text you date and time "
"ok ,phir baat hoti hai Allah Hafiz"
she hangs the call
salar was in the lounge watching match on tv
aizal went downstairs
"salar"
"hmm"
she snatches the remote from his hand.
"ye hmm kya HOTA hai,mein dekh rhi hoon AP aj kal mujh pe dheeyan nhi de rhy kahin koi or tou nhi mil Gai??"
"Tum Pagal ho,match dekh rha tha Tum ilzaam laganay lag gi ho"
"match mujh SE zyada zaroori hai?"
"nhi"
"tou phir itna rukha jawab kyun diya?"
"yaar galti hogi hai maaf krdo"
"mohabat mein Zara Si b galti ki gunjaish nhi hai"
" ok sweetheart AP ne Kuch kehna tha"
"han wo..."
" awaz unchi kro Dekho sixer"
aizal throws the remote on the sofa
"dekhay tv beth ke mujhe nhi baat krni"
she says so and goes to the kitchen
he smiles and goes after her
she started to work in anger
"Bhala tumhe Nazar andaaz krskta hoon,Tum bhool kr sans nhi ati yaar"
"dramaybazi band kry"
"apnay shohar SE aesay BAAT krty Hain??"
"Naam k shohar Hain AP"
"itna Pyaar krta hoon mein AP SE"
"Kitna Pyaar krty hain?"
"itna k apna zaroori match chod kr manany aya hoon"
"acha aesi baat hai tou phir aj Khana AP banay gy or mein peechay beth kr apko Dekho gi"
"ok,mein bana leta hoon  waisay Kuch kehny ai thi AP"
" haan wo basit ne apnay Ghar Ek party Arrange ki hai keh rha tha k salar SE poch lo agar us ne Kisi ko bulana hai"
"nhi mein ne tou nhi bulana"
"haan mein ne kaha tha k mrs Asad ko Bula lo gi"
"mrs Asad wo sinan ki mom?"
"umm haan kyun koi problem hai?"
"tumhe pata hai wo insan mujhe pasand nhi hai"
"kyu mujhe pe yakeen nhi hai??"
"apni Jan SE zyada yakeen hai par wo jab AP ko dekhta hai infact koi b dekhta hai mujhe acha nhi lagta"
she stands up
"Mr husband,farq iss SE nhi parta k mujhe Kon dekhta hai farq iss SE parta hai k mein kisay dekhti hoon"
"ooh romantic,Kis SE classes ly rhy Hain aj kal?"
"AP ki sohabat ka asar hai kehtay Hain k ishq mein insan romantic hohi jata hai,acha chody phir bola lo Unka"
"AP ko pehlay kabhi mana Kiya hai mein ne??"
"nhi"
"phir"
"Khana banay mein chali tv dekhnay byee"
she says so and went out Salar smiles and continued
______________________________________________________________________________
Sorry for making you guys wait
Thanks for reading my novel
Plz vote for this chapter and plz don't forget to comment

Please guys check my other novel hope you find it exciting too

qalb e ulfat Where stories live. Discover now